Saturday, June 23, 2012

Once Again After a long time


ik shakhs ko daikha tha taroun ke tarah hum nai
ik shakhs ko chaha tha apnou ke tarah hum nai
ik shakhs ko samja tha pholoun ke tarah hum nai
wooh shakhs kayamaat tha kya us ke karaiin bataiin
din us kai leye paida or uskee ke he theiin rataiin
kaam milta kise seh tha hum seh theiin mulakataiin
rang us ka shahabiii tha zulfoun main theiin mahkaraiin
ankhain thein kai jaduu tha palkaiin thein kai talvaraiin
dushman be agar daikhain soo jaaan seh dil haraiin
kuch tum seh wooh milta tha batoun mai shahabaat thi
haan tum sa he lagta tha shokhii maiin shararaaat maiin
lagta be tumhe sa tha dastour e mohabaat maiin
woh shakhs ik din apnoun ke tarah bholaaah tareoun ke tarah doba
pholoun ke tarah totaaa phir hath nah aya wooh....
hum nai bhot dhondaaa.....
tum kis leye chonkay hou kab zikaar tumara haii
kab tum seh takazaaa haii kab tum seh shakayaaat hai....
ik taza hikayaat haii sun lou tu anayaat haii
ik shakhs ko daikha tha taroun ke tarah hum nai
ik shakhs ko chaha tha apnou ke tarah hum nai

Dedicated by (zt)  14-june-12

No comments:

Most Popular Posts